Dulhan tujhay main apni banaa na sakah
Yoon rooth kar bhi tumse..
Tumhain bhola na sakha
Waffa ko chorh kar bewaffa bana diya
Toothay dil par mere kanjar chala diya
Ab waqt hee baatai ga is kahaani ka anjaam
Bewaffa hoon ya nahi..
Yeh to waqt baatai ga meri jaan
GG
