Shabaab ne jab diya dokha
To kaam aye phir yeh Sharaab
Lag gaye mohar mujh par bewaffa ki
Teri yaad jo mitatee hai.. woh hai Sharaab
GG
@ 2006-12-01 – 19:08:04
Shabaab ne jab diya dokha
To kaam aye phir yeh Sharaab
Lag gaye mohar mujh par bewaffa ki
Teri yaad jo mitatee hai.. woh hai Sharaab
GG
@ 2006-11-12 – 01:24:31
Dulhan tujhay main apni banaa na sakah
Yoon rooth kar bhi tumse..
Tumhain bhola na sakha
Waffa ko chorh kar bewaffa bana diya
Toothay dil par mere kanjar chala diya
Ab waqt hee baatai ga is kahaani ka anjaam
Bewaffa hoon ya nahi..
Yeh to waqt baatai ga meri jaan
GG
@ 2006-11-12 – 01:22:09
Bhola na sakho gi..
Yeh mujhko patah hai
Tum kaun ho..
Yeh mujhse pooch lo
Tum mere liye kya ho..
Yeh tumahin mahloom nahi
Manzil apni jagaa..
Dil mera hai manzil tumhari
GG
@ 2006-11-12 – 01:20:32
Behti ho mujhse buhat doorh
Lekin aisa lagta hai ke ho mere kareeb
Lagta hai ke tum ho meri baahon mein
Phir sochta hoon kahaan aise mere naseeb
GG
@ 2006-11-03 – 01:43:53
Kahaan chup kar bethi ho
Hamaray paas aao na
Yoon dil chorah kar kahaan ho chupee
Hamaray paas aao na
Gar dhoondlon tujhay to yeh batah doon
Tumharay paas na honay se jo hoti hai bekarari
Doorh..kab thak doorh rahogi mujhsay
Pyar..hai mujhe pyar tujhsay
aao na aao na aao na
GG
@ 2006-11-03 – 01:41:13
Tumhari hoon main amanaat
Yeh to ek haqeeqat hai
Tumhara haq hai to sirf mujh par
Nahin to yeh jeena bekaar hai
Ek dujay ke liye to hum banay hain
Hamari yakeenan hai pehchaan purani
Aur hamara pyar hai ek anokhi prem kahani
GG
@ 2006-10-30 – 00:46:55
Yaadon ko meri yoon tum abaad na rakho
Mein is kabil nahi...
Har subah har raat mere sapnay na dekho
Mein is kabil nahi...
Apni harr saans ko sambhal ke rakho
Apne labbon ko mere liye bacha ki rakho
Tumhari baatein, tumhara mujhe dekhna
Humko pehlay si he marh chokha hai
Jo bacha hai mera woh sab tumhara hai
Haan..Kaash yeah waqt rukh jaye aur koi na ho humdono ki sivaa
Lekin..Pehlay mujhe tumharay pyar ki kabil ban jaanay do..
GG
@ 2006-10-30 – 00:42:46
Yoon hamain chorh ke jana tumhara
Agar pyar tumhara mere liya hua tha kam
To yeh bata kar jaate janaab
Phir...
Na main dhoobata sharaab mein
Aur na hee main dhoondta Shabaab
GG
@ 2006-10-30 – 00:40:26
Paas aao tumhain hum pyar dehn
Yeh jo hamaray dil hain
Inh do dilon ko hum jhorh lehn
Lekin kareeb akar humsay doorh na janaa
Yoon banaa ke apna yoon chorh na janaa
GG
@ 2006-10-23 – 18:50:21
Yeh tarpana aur tarpanah to muqaddar mein likha hai
Is likhay ko badalna hamaray bas ki baat nahin
Jab thak hum saath hain
Tab thak hamari baat hai
Yeh chan lamhay hum hass ke guzar lehn
GG
The content of this website belongs to a private person, blog.co.uk is not responsible for the content of this website.